Yuon to sara Quran Pak sra sar shifa hay namaz ,
roza ki pabndi krain or istagfar krain haqiqi shifa dainy wala Allah hay. Har
kam ka aik tariqa hota he.
Aj bohat saary log jadu ki tashkhis
or ilaj ka dawa krtay hain kush to na mukmal hain aada kam hota hay aada nahi
kush bilkul frod hotay hain. in ka tariqa ilaj koi b gairat
mand insan bardasht nhi kr sakta baisay majbori in k aastano par jana
parta hay . sirf chand log haq pay han asal tashkhis wo hay mariz say maraz k
bary man kush na posha jaey mareez ki praishani or marz kay baray man sab kush
khud aamil btay . Jab os ki tashkhis darust sabt ho tab ilaj kya liey raju kia
jay agr wo kush na bta skay to os kay ilaj krnay or tashkhis krnay kay daway ki
sachai ka andaza ap khud lga lain .
tariqa ilaj islami ho tab ilaj krwain . ak bat mshhoor hay kala jadu hi kalay
jadu ko khatm kr skta hay or noori ilam ahasta ahasta kam krta hay ye haqiqt
nhi hay . Quran say bhar kr kisi ilam ki taqat
nhi Allah k nabion or walion k pas b noori ilam tha. Farq sirf ye hay khe
aamil nay amal kitna kia he noori ilam b secnds man kam krta he jis trha hazrat
Asif bin barkhiaya malkah balqees ka
takht b ankh japkny say pehlay lay aiy thay . isi trha ilaj b agr Allah nay
zaban man taseer di ho or niyat saf ho to mareez ko bin daikhy bin shuay ilaj
ho skta hay . Is ka samny hona zrori nhi
he wo duniyia man kisi b jagha majood ho ilaj k liey mareez ko khud a kr dam
krwana taveez pehnna zrori nhi Yad rhay
khe jadu krnay wala b nam hi istamal krta hay agr aisa mumkin hay to
safar ki zahmat or waqt zaiya na krain gar baithy ba parda tareeqay say ilaj or
tashkhis krwaeen mukmal zimadari kay sath.INSHA ALLHA ham ap ko khud quran
majeed ki roshni mein ap ki problems ki
asal wajha or alaamat ap say kush poshey bina btain gay resulte aisa kay ap
tasdeeq kareen gay khe jo ap ko btaia gia wo 100%suchhay isi tra ilaj bi tasli
bakhsh ho ga.
0 comments:
Post a Comment
Kindly Report Dead or Broken link..