zehni imraaz main depration kay ilawa dar or kahof aik ahim or bharti hui
bimari hay.tahkeeq key matbaq majouda door mainn dar or kahof ki bimari kay
zayda tar nojwan larkay
zehni imraz main depration kay ilawa
dar or khouf aik ahim bimari hay tahqeeq kay matabaq majuda dour main dar or
khouf ki bimari kay zayda tar nojwan larkay or larkian shakar hain lakin kisi b
umar ka insan is bimari ka sahakar ho sakta hay dar kahof or ghbrhat ki
mukhtlaif wajhuhat ho sakti han jin main aik wajha nasha ka adi hona zehni
imraaz ka subab ban sakta ha jab k kush logon man ye masla padiayishi tor par
bi ho sakta hay jo log sehat k lihaaz say kamzor jin ka dill kamzor ho ya
lambay arsay tak bimar rehnay ki wajha say b ye marz ho sakti ha beghair kisi wajha say dar or kahof rehna
jadu ya sayia jinnat ki wajha say bi ho sakta ha is ko nazar andaz nhi kia ja
sakta aksar dekha gia ha keh ird gird kay log ya rishtadar nafrat ya insan ki
kisi khoobi say hasad ki wajha say ya dushman nuksan denay ki garz say kalay ya
safli aamilon ki madad say shataani amiliyat k zeryie aisa amil karwatey
hain jis say insan ki zehni or jismani
slaahiyat shadeed mtasar hoti hay or mareez bhut sari bimarion susti mayoosi
dar or kahof ka mareeez ban jata. ha aksar paisey kay laalchi aamil paisey k lalach
main kisi shatani makhlooq ko mareez kay peeshay lga detay hain jo mareez ko
waqtan fawaqtan sayia ki shkal main
nazir bi atay hain or khwab ya neem khwab ki halat main khoob drati hain baz
oqaat jagtay huey bi mareez ko ye makhlooq nazar ati hay or azeeyat deti ha jis
ki wajha say mareez lagatat dar or kahof main mubtla rehta hay agar mnasab ilaj
na kia jaiy to zehni imraz ka shakar ban kr nafsiyati mareez ban jata hay yaa
zahni twazan bi kho sakta hay .shatani makhlooq ka kam sirf nuksan dena or tbaa
karna hota hay is kisam kay mareez mayosoos ho kr manfee khyalaat ka
shakar ho kr khudkushi ki koshsh kr
saktay hain.bay shak quan majeed main har marz ka illaj majood hay kisi b kisam kay dar kahof or ghbrahat kay
ilaaj kay liey ham se rabta karin or shifa hasil karain qurani pak kay faiz say
zindingi pur sakoon bnain.
0 comments:
Post a Comment
Kindly Report Dead or Broken link..