Quran o Hadeesh ki roshani man
Jadu ki
tareef
Hafiz
ibney e kaseer tafseer ibney e kasir man farmaty hain arbi zaban mian saher
jadu har aisi cheez ko kaha jata hay jo bareek ho us ka sabab makhfi ho. Hafiz
ibny e qaiyam zad ul maid man farmaty hain
jadu mukhtalif khabis roohon say tarkib pany wali aik aisi cheez hay jis
say insani tabiat mutasir hoti hay . jadu ki haqiqat Quran o Hadith say Surah
ul baqrah 201,
Unho nay pairvi ki is cheez ki jo
sulman k dor man shaitan party they, or sulman nay kufer nahi kia balke shaitan
nay kufer kia, jo logon ko jadu sikhaty
they . jo utara gia baybal ma haroot o maroot par or wo nahi sikhaty they kisi
ko yahan tak is say kahtey ham to ak azmaish hain to jadu seekh kr kufer na kr . pas pir bi unhon nay in say jadu
sikha jo mian or bivi k darmian judai
dalty or unhain nuqsan pahcha saktay wo magr Allah k hukam say or
sikhana nuqsan ki cheez jo nfaa na day .albta bey shak jan lia unhon nay k
jis nay (jadu) ko khrida is kay lia AaKHRAT
main koi hsia nhi. Albta bura hay baicha unhon nay apni jano k ivaz ,
kash khe wo jan jatay .
Surah
toha 92;mafhoom jo tairy hath man hay isay dal day wo nigal jaey
ga jo unho nay bnaiya he bey shak unhon nay jadu ka khail khaila hay. Or jadu
gar jahan say bi aiy ga kamyab nhi ho ga .
Hadees
ki rooh say; Hazrat Ayisha farmati hain
jis ka mafhoom hay khe hap par jadu kia gia . ek din ap nay muj say kaha pta
hay Allah nay mujy meri baimari ka sabab
o illaj bta dia hay . Hua youn keh mairy paas do admi ayie ek mairy sar hany
baith gia or dusra mari pani k pas baith gia .ek nay dusry say kaha is admi (Muhammad SAW) ko taklif hay . Dusry nay kaha kah kia
hua . is nay kaha keh IN par jadu hua hay .Posha kis nay kia hay . Kaha
Albadeen asam nay; Kaha kis cheez say kia hay . Kaha kangi or sar k bal ley kr
kia gia hay or nar khajoor k shagufa kay glaf man rakha hay . Phir posha keh wo
kaha he pahly nay kah wo zavan name
kuney man hay to ap is kuney ki janib gaiy or jadu wali asyhia ko nikalwayia .
0 comments:
Post a Comment
Kindly Report Dead or Broken link..