Jadu ki alaamat

Jadu ki alaamat                                                                                                              is say phelay alaamat ki bat ki jae jadu ki wajha kush byan kron ga aksar log khtay hain kay jadu nhi hota ya ham pay nhi hota.jadeed dor main bi jadu par koi quen yaqeen krey. bat such hay ab aksar imaraz ka medical ilaaj mumkin hay. laikn quran majeed kay ilam say jadu ka hona saabt hay . is say inkar mumkin nhi. baki chal janey ki wajha mukhtlif ho sakti hay.ya aksar log sawal krtey hain khe ham nay kisi pay nhi kia ham pay koi quen karay ga. asal main tmam dukh sukh ALLHA ki janib say hi atay hain. ALLHA kisi b treeqay say insan say imthan lay sakta hay. insan hi insan kay dukh ki wajha ban jata hay.kush logon main hasad ki maraz on ko is kam per oksati hay kush ko lalach, maslan kisi ki baiti ya baita khobsoort hay to lalchi insan jo kay ajnabi ya ap ka rishta dar bi ho sakta hay kis na kisi tra ap ki marzi kay khlaf bi ap ki olad ko hasil krna chata hay to wo is rastay ka intkhab krta hay.ya  ap pay ALLHA ka fazal hay ap ki kushi ya taraqi ap kay mukhalif say bardasht nhi hoti to wo ye rasta chun leta hay. ya or bi dunyia kay mamlat main agar ap haq pay b hon or bat na mane to apni bat munwanay kay leiy ye kam kr sakta hay.is k liey ap ka kisi kay sath bura slook hona zrori nhi.insan pay ALLHA ki tarf say imthan ya pher ham sab insan gunaghar han kis gunah ki wajha say bi ye aafat ham pay a sakti hay.agar ap kuhd quran ko achi tra samj saktay hain to kuhd islami treeqay say ilaaj kr saktay han ya pher kisi islami or ba amil shaksh say rabta krain.  ab cand alaamat jo jadu kay asar ho janay par zahir hoti hain bayan kron ga.  lagatar bimar rehna. kisi b medical test main marz ka pta na chalna kisi bi dawa ka asar na hona .kai bar jadu ki wajha say sath tibbi marz b zahar hoti hay.kabi dawa  asar kr jati hay kabi nhi asia jadu kay asraat shru hony par hota hay.jab jadu prana ho jaey to dawa asar shode jati hay. bar bar rishton ka totna ya na hona ya rishtay ho to jatay han magar ruk ruk kar or pher aiy din mian biwi kar darmain jghra rehna. bila bjha ghar main jghra fsaad hona. tlaaq ka khtra lahaq rena .chalta hua karobar band ho jana . barkat khatam ho jana.har koshsh kay bad b nuksaan hi hona. kisi b jgha kam na milna jo bi kam krna nuksan hona or kam band ho jana . aksar hadsaat or bila bajha mushkalaat paish ana.kam krnay ko dill na krna .olad ka na hona ya ho kr mar jana  bila bajha bayhosh hojana. bila bjha dar lagna.  ghar main khoon kay chentay ana ya gosht hadi wgara ka ana. ghar main pani kay chentay ana. draoni awazin ana.ya hawai cheezon ka nazar ana. koi bi medical wajha na honey kay bad b saxe khrab rehna orat ko haiz takleef say kam ya zyada ana.sotey tme jhtkay lagna. jism ka akar jana yani  doora par jana. aiy din koi na ki marz lagi rehna. bila wajha wehim ho jana or ajeeb ajeeb batain or khyalaat ana. had say zayda kisi aik ka dewana ho jana ye os waqat hota hay jab koi kisi ko apna tabaydar bnaney kay liey jadu krwata hay .aksar khwab mai dar jana or shatani makhlooq nazar ana.neend theek na ana.  aksar jism bohjal rehna bilawajha thkawat rehna. jism kay mukhtlif hison mai dard rehna pooray jism ya mukhtlif hison main jalan hona .souian chubna. jism main cut lagtay mehsoos hona.bilawajha baychani or fazool khylaat ana. bila bajha gusa ana.  apney hi ghar main dill na lagna. agr ap in alaamaat main say kis b alamat ka shakar hain hain to jis tra har marz kay liey medical test zrori hay isi tra rohani problems kay hal kay liey rohani test b zrori hay. taakey asal wajha ka pta chaley or mnasab hal b ho .is maqsad kay liey onlie qurani or rohani istkhara o ilaaj ki service shuro ki gai taakey poori dunyia say sabi zrorat mand log faida hasi kar sakian.

5 comments:

  1. Replies
    1. This comment has been removed by the author.

      Delete
  2. اسلام عیکم
    شفاء علی بھائی بہت شکریہ آپ نے جو ہمارے گھریلو مسائل کی تشخیص کی جو وجوہات اور علامات بتائیں میرے سب گھر والے سن کہ حیران ہو گے کہ سب کچھ 100 فیصد سچ تھا اب میں علاج کرانا چاہتا ہوں شکریہ

    ReplyDelete
    Replies
    1. This comment has been removed by the author.

      Delete

Kindly Report Dead or Broken link..

General Help
+923357764997
+923457818315

CONTECT US

ہمارے متعلق شفا ء علی آن لائین تشخیص و علاج

ہمارے متعلق شفا ء علی آن لائین تشخیص و علاج کی سروس  لوگو ں کے مسائل اور وقت کی ضرورت کے تحت شروع کی گئی دور درازکے  اور ایسے لوگ جو ...