Sayia
Jinaat :
Insan
or farishton k ilava jinaat ak dusri dunya ka nam hay jinaat or insanon main ak
qader mushtarik ye hay keh duono samj bhoj ki sifat rkhtay hain jianaat insaon
say chad cheezon main mukhtalif hain in main sab say ahim cheez ye hay keh jinn
ki haqeeqat insan ki haqeeeqat say mukhtalif ha jinn ko jinn is lia kaha jata
hay keh wo akhoon say ojal hota hay tarjma Al Quran "wo or is k sathi asi
jgha say daikhtay hain jahan say tum inhain nhi daikh sktay". (Surah Al Araf)Jinnat ko aag say paida huey
hain. Or jinn ko aag ki lapait say paida kia.(Surah Rehman-51) Hadees ki roo
say jinnat ki teen iqsam hain ak kisam wo jo hawa main urti hay, dusri wo jo
saamp or kutay ki shkal main hay or teesri wo jo safer or qayam krti hay yani
bhoot vgairaha hay.sayia jinnat k asrat o alamat kafi had tak jaduo say milti
julti hain. is marz mian mareez par shaitani jinnat ka qabza ho jata hay wo tab
tak msalat rahtay hain jab tak kamil ilaj na ho haqiqi dukh ya baimari Allah ki
traf say hoti hay zahri asbab ye jinnat ban jatay hain ye qudrti toor par haavi ho jatay hain jab in ki dunyia main
dakhal andazi ho.In ki umar or tadad insanon say kaheen ziada hay ye insanon
say pehlay dunyia main abad thay jab insan apna gar bnaty hian pehlay say abad
honay ki wjah say apny oper kisi ka basaira badasht nhi krtay ya hmara kisi
aisi jgha say guzar ho jahaan ye ratay hon tab ye haavi ho jatay hain ye ziadah
tar na pak or wiran jghon pay ratay hain kai dafa ak mareez say duosray mareez
par muntaqil ho jatay hain or traha traha say tang krtay hain or insan ko
baimar krtay hain .Baz oqat insan ki moot b waqia ho jati hay. Ye mareez par
mustaqil toor par hazar rahna shuro kr detay hain.or apny ap ko bazoorg or wali
Allah btatay hain jo kah mehaz jhoot hota hay ak or galt bat jo awaam main
mashhor hay keh jab ye nikah main a jain to ye la ilaj hain ye bilkul jhoot ha
kun keh muslim ka gair muslim say nikah nhi ho skta baz dafa in ki alamaat saf
zahir ho jati hain jaisy dar lgna, behoosh jana wagaira lekin ye kai bar zahir
nhi hotay or andar hi andar say bemar or preshan rakhtay hain mareez apnay ap
ko tibbi amraz ka shakar smjta hay or adviyaat istamal krta rahta hay kush dair
bad adviyaat b asar krna shode jati hain or mareez daymi bemar rahna shuro ho
jata hay aksar Docters isay wahim ya zeni tention qrar detay hain. jab keh
hqiqqt or hoti hay zrurat is bat ki hay
keh koi aisa ahlay nazir aamil milay jo mareez ko kush poushay begair dukh ki
asal wjah or tafseel btay or shafi hal b btay jaisy tibbi tests say tibbi imraz
ka pta chlta hay waisy hi rohani tests say pta chlta he keh ap ko kia rohani
msla hay rohani imraz ka kisi b tibbi test main pta nhi chlta athra b sayia ki
ak qism he jo oratoon par asar andaz hota hay jis main orat ko mukhtalif
takleefain ho skteen hain jaisy keh mahvari ka khrab hona ya olad ka na hona ya
ho kr mar jana, hamal gir jana, soukhey huy bachy paida hona orat k jisam pay dab ban jana, akser
maan or bachay ka bemar rahna. mergi b ak sayia ki ak qisam hay is main mareez
behoosh ho jata he or mun say jaag niklna shuro ho jati he aksar ye doora parta hay
kai bar mareez ki jaan b chali jati hay.
0 comments:
Post a Comment
Kindly Report Dead or Broken link..