Bimari ki waja?

Bimari ki waja?                                                                   
           Bimari ki amooman do iqsaam btai jati hain.tibbi aur nafsiyati.aj kay jadeed dor mein science nay jitni bhi traqqi kr li ho mgr is gehrai tk abhi tak nhi ja saki .kai dafa bazahir mareez tibbi imraaz ka shakaar nazar ata hai mgr uski waja tibbi nhi hoti bal k wo shatni ammil yani jadoo ya sayia jinnat k zaray assar hota hay .is ammil say bimari jism k ksi aik hissey ko ya phr sary jism ko bhi ho sakti hai.jadu agr purana ho jaey to mareez tibbi aur rohaani dono imraaz ka shakaar ban jata hai quen k jo hawaie cheezen mareez par musallat ki jati hein un ka maqsad dheerey dheerey apna aap zahir kiye  bgair mareez ko andar hi andar se khokhla   karna hota hay.lihaza wo mukhtlaf imraaz ko janm detin hain maslan kabi aaday sar main dard hona kabi poray sar men dard hona kabi pooray jism men aisa mehsoos hona jaise aag lgi ho hath paon men jalan mehsooss hona  sar men jalan mehsoos hona kabi jisam ka aik hisa bekar ho jana kabi sara jisam bayjaan ho jana bzahar sara jisam tandrust nazar ata hay magaa kam karney or chalnay phernay ki sakat nhi rehti kabi aisa mehsoos hota ha jaisay saray jism main soinyan chub rhen hain bila bjha thakwat or baychani rhena bila bjha neend or susti rhena or jism bohjal mehsoos hona jitna b araam kar lia jaiy neend or susti baki rehna. asal main ye makhlooq aag say bani ha jab ye insan men dakhal hoti ha jism men mukhtlif kisam ki tabdeelina ana shuru ho jati hain jism main aag bhar jati ha. kabi kabi mareez ko bimari hotay huey b itna jhoosh a jata ha jaise os main kai adminyon ka zor a gia ho.os waqat os ko qaboo karna mushkal ho jata hay. ye kafiyat waqti hoti hay or bad main mareez itna nhdaal ho jata hay keh  os se chala bi nhi jata kai dafa mareez jadu ya saiya jinaa kay asar  ki wajha se apna zehni twazan bi kho bathta hay or docter os ko pagal qraar day detay hain. jo kay haqeeqat kay bar aqas hay. jis mareez ko na kabi koi sadma na koi haadsa  paish aia ho wo zaror jadu ya saiya jinnat ka asar say hi bimar hota ha. is sort main kisi achay or nake aamil say rabta karna chahiey take mariz ki asal wajha samnay aie or is ka kamal ilaaj ho. isi trah jisam ka koi hisa sun ho jana ya sara jisam so jana urtoon ko haiz shadeed takleef say ana kam ya zyda ana wqat bay waqat ana .bagair kisi tention ya sadmay kay  blood pressure ka had say bhar jana ya kam ho jana is shatani asar ki wajha say ho sakta hay jab kisi mard ya urat pay apnay taabhey karne kay liey shatani amil kia jata ha tab wo bimar rehna sohoru  ho jata hay .kabi sar dard kabi sar pay bhooj mehsoos hona sohru ho jata hay. tabiat  sust rehti hay .insan khoyia khoyia or chup chup rena shoru ho jata hay kabi afaqa hota hay kabi nhi kosh arsa bad adwiyat apna asar shode dati hain  docters is ko zehni tention or wahim qarar day detay hain bil aakhir mareez mayoos  ho jata hay ab sawal yeh paida hota hay tibbi or rohani imaraz ki pehchan kis tra ki jaey. jab koi b dwaa asar na karay  or medical test main b maraz ka pta na chalay or aap phir bi bimar hon os waqat kisi ashay aamil say rabat karin or rohani test karwain taa kay bimari ki asal wajha ka pta chalay or os ka kamal hal b ho is maqsad kay liey on line rohani test or ilaaj ki sevice sohru ki gai taa kay poori duniya say sab loog faid hasil kar sakin.  

0 comments:

Post a Comment

Kindly Report Dead or Broken link..

General Help
+923357764997
+923457818315

CONTECT US

ہمارے متعلق شفا ء علی آن لائین تشخیص و علاج

ہمارے متعلق شفا ء علی آن لائین تشخیص و علاج کی سروس  لوگو ں کے مسائل اور وقت کی ضرورت کے تحت شروع کی گئی دور درازکے  اور ایسے لوگ جو ...