Hamari khidmat or tuaraf Al
hamdulillah 2003 say ham baqayda khidmatey.e.khalaq k nazriye say masroof amil
hain mahiz dawa nhi bal k haqeeqat hai
azmaish sharat hay.tashkhees or ilaaj aik click ki doori par alhumdulillah
hmarey pass hr qisam k jadoo ki tashkhees or torr ki quwat mojood hay chahey wo
jadu kitna hi puraana q na ho kisi qisam
ka b ho yani kala jadu ya siffli jadu waghera sab ka mukammal torr mojud hay wo
mareez jo har jaga say mayoos ho chukay hun aik baar zroor rabita krain faraq
ap khud mehsoos krain gay.hazaron mareez androon;or beroon mulik say hamari is
servic say mustafeed ho rhay hain Insh Aallah Allah k fazal say taa hayaat ye
silsila jaari rhay ga hamara nazriya makhlooq.e.khuda tak asaani say or tazi
say faiz ki frahmi hay or dukhi logon ko un k masail or jaali aamalon say
nijaat dilana hay.hamarey kam ka result99% hay. (note).hamarey han bazariya
noori ilam siraf jadu ,sayia,jinnat,athraa ki tashkhees oilaaj
ka kaam kia jata hay is k ilaawa koi dousra amail nhi kia
jata.(mafhoom.ul.quraan.)(or jab main bimaar hota hun pus Allah hi muj ko shifa
deta hay ) hamara tareeqa tashkhees o ilaaj ap ki bheji gai maloomat par quraan
pak ki roshni main istikhara kr kay ap ki preshaani or bimaari ki asal waja or
alamaat khud btayi jati hain aur agr ap hamari tashkhees say mutmain hun to
ilaaj ka amal quraan pak ki madad say shuruh kiya jata hayaur agr mareez rohani
illaj k sath sath tibbi adviyaat
istimaal krnay ka mashwara diya jata hay istikhara main jadu krwaney wale k baray main koi maloomat
nhi di jati .kisi qisam ki qura.andaazi ya kisi bhi cheez ki gumshudgi aur
chori k baray main koi maloomat nhi di jati siraf ye btaya jata hay keh ap ki
preshani or bimaari ki waja qudarti hay ya jadu,sayiaj jinnat k asraat ki waja
say hay.or tafseel say os ki alamaat btayi jati hain.ilaaj shuruh honay ki
surat main mareez k naam par rozana
noori ilam say parhai ka amail kiya jata hay taa key shataani amail k assrat
mukammal torr pr khatam ho jaen
.(ilaaj k chand asool)
ilaaj shuruh honay ki surat main har 2 din baad apni kafiyat say agaah karin jab tak ilaaj mukammal nhi ho jata )rohani ilaaj k doraan ya baad mein mareez ko kisi qisam ki koi pabandi nhi jesey key (fotagi waley ghr jana)(padaish wale ghr jana)aur na hi kisi cheez k khany ki jesay k(barha goshat)(machali goshat)jo kuch islam main hlaal ha wo har cheez khai ja sakti ha)ilaaj ka hadiya mareez ki nowiyat k matabiq ilaaj shuruh krnay say pehlay liya jata ha)ilaaj ka hadiya sirf aik baar hi liya jata hay)agr ap poori family ka tashkhees o ilaaj krwa rhay hn to ap k ghr k jin afraad par jadoo ka assar hoga unka hi hadiya liya jaye ga doosron ka nhi .ilaaj k doraan dousry aamail say ilaaj ya dam mt krwaein kisi bhi emergency ki surat main foran ham say rabta krain .agr ap ham say pehle kisi aamil se ilaaj krwatay rahy hain to us k taweezat waghera ka istamal tarak kr dain or us k diye huye taweezat ko chalty huye pani main bahaa dain jesa k nahir ya driyaa waghera main.agr mareez kafi arsaa se bimaar hai to usy rohani ilaaj k sath medical ilaaj bhi krwana chahiye jo adwiyaat pehlay assar nhi krti thein ab wo IN shaAllah assar krain gi.shifa manjanib Allah hay hamara kam khalis niyyat se koshish karna hay is nazriye pay ilaaj krwaein .(noori aamil shifaali golharvi 12salaa kamyaab tajarba kaar jaranwala)(punjab pakistan)

0 comments:
Post a Comment
Kindly Report Dead or Broken link..